how choose best domain in hindi – सबसे अच्छा डोमेन कैसे चुनें

how choose best domain in hindi – सबसे अच्छा डोमेन कैसे चुनें

Best domain choose karna bahut jaruri hai. Aksar new blogger se ye mistake karte hai. Jo blogging me fail hone ka ek main karan bhi hai. Best domain choose karna kyo jaruri hai. Ye ek bahut important question hai best domain choose karna kayo jaruri hai. Kayoki search engine optimise karne me problem nahi hota . Vaise domain kaisa bhi search engine ko koi problem nahi hai. Visitor’s ke liye bahut accha hota hai . hume aisa domain choose karna chahiye jise koi bhi aasani se yad kar sake. Mere kahne ka MATLAB hai ki domain short choose kare. Short domain bahut important hai. High quality keyword use kare
High qulity keyboard use karne se ranking bahut jaldi increase hoti hai. Jaise aap dekh sakte hai hindionlinehelp.com hindionline bahut popular keyboard hai, jo ranking increase karne me best hai.

Kisi domain ka copy na kare

kisi domain se milta hua domain na purchase kare. Apki website ka pahchan banegi nahi bana sakte hai. Jo website pahle se hogi search engine wahi pahle aayegi. To finally mai apse kahuga ki apna domain banaye , sabse alag banaye .

Extension Domain Not Purchase

Extension domain ka matlab hai ki jaise hindionlinehelp.com hai aap hindionlinehelp.in , hindionlinehelp.org ,aise bahut se hote hai inko extension domain kahte hai. Extension domain nahi kharidna chahiye . hum kabhi bhi apni website ko top list me samil nahi kar sakte hai.

Domain Name Generator ka istmal kare

Domain generator ek bahut accha option hai domain khojne ke liye . Domain generate karne ka bahut sare tool online free hai. Me apko kahuga ki apne domain choose kar liya phir bhi domain name generator ke use kare aur dekhe apko usse bhi accha domain name mil sakta hai. Me apse request karuga ki genretor ka use kare aur accha sa domain purchase kare.

how choose best domain

Apne Friends ki help le

Apko pata hi hai friends hamare life ke liye kitne important hai. Friends ki ray lekar aap bahut hi accha domain select kar sakte hai. Mene bhi apne friends ke help se hi domain select kiya hai.

.com Purchase kare

Mai apko kahuga ki aap .com hi purchase kare , iske bahut sare reason hai. .com sabhi log jante hai. Com look bahut accha hai. Pure world me use ke log apki website ko dekh sakte hai. Agar aap chahte hai ki only country ke log hi website ko use kar sake to .in best hai. Search engine par koi fark nahi padta hai.

Number ya koi bhi hyphens ka use na kare

Domain me number aur hyphens ka use karne par hamare visitor ko domain name yad karma me problem hota hai.
Example ke liye dekhe:- Number (12355 ) , Hyphens (@, -. ? )
Aisa domain le sakte ho jiska koi matlab na ho
Duniaya mai aise bahut se website hai jiska koi matlab nahi hai. Lekin sabse alag hone ke vajah se aaj sabse top me hai. Google, facebook aur youtube aise bahut se website hai jinke name ka koi matlab nahi phir bhi top ranking list mai hai.

i hope apko samagh aaya hoga ki domain purchase karte time kin bato dhyan me rakhna chahiye. Aagar koi help chahiye to comment me puchh sakte hai.Mai apki ki help karuga.

2 thoughts on “how choose best domain in hindi – सबसे अच्छा डोमेन कैसे चुनें”

Leave a Comment