Top 10 WordPress Best plugines in hindi for WordPress user

Top 10 WordPress Best plugines in hindi | success WordPress user hone ke liye kush plugines: Hello friends Aaj Mai Apko kuch plugins ke bare me batuga jo har ek success WordPress user use karte hai.  Agar aap wordpress user  hai to apne plugins ke bare me suna hi hoga . WordPress par apko bahut sare plugins mil jayege . Lekin problem ye hai ki kaun sa plugin ka use kaha karna yah apko pata hona bahut jaruri h

Top 10 WordPress Best plugines in hindi
WordPress Best plugines

Top 10 WordPress Best plugines in hindi

1. Yoast SEO – SEO

Yoast SEO bahut hi powerfull SEO plugin hai. Meta tag description add karne option hai. yah XML site map generate bhi  karta hai. Yah apko SEO par pura focus karne ka option deta hai. Eske help se jan sakte hai ki aap ka kaun sa post SEO hai. Aap post write karte time bhi care kar sakte hai aap jo post write kar rahe hai vo SEO hai ya nahi. Esme bahut sare future hai. Mai 1 day Yoast SEO plugins ke bare post karuga. Usme apko full information mil jayega ki eska use kaise karte hai.

2. GOOGLE ANALYTICATOR – Analytics Plugin

yah plugins traffic dekhne ke liye best plugins me se ek hai. Har success wordress user is plugins ke jariye dekha hai ki website par kitna traffic hai. Kaun sa visitor kya search kar ke apke website par aya hai . Ye jankari apke liye bahut important hai isse apko post write karte time apko seo keyboard mil jayega.  Matlab ki aap apne visitor ka interest jankar us topic par post write karke . Search engine traffic pa sakte hai.

3. Add to Any – Social Sharing Plugin

 

Add to any share plugin bahut popular plugin hai . Esse aap kisi bhi social site par apne post ko share kar sakte hai. Apne visitors ko share karne ke liye kah sakte hai.

WordPress Best plugines

4. Envira Gallery – Image Gallery

ydi aap  bahut image use karte hai to apko image gallery ki jrurat hoti hai. Envira gallery bahut hi best plugin hai.

  • yah image jaldi load karme help karta hai.
  • meta tag aur Alt assani add karke image ko seo friendly bana sakte hai.
  • yah puri tarah se image ko responsive , mobile friendly banata hai.

5. Jetpack

Jetpack ek powerfull plugin hai. isme bahut sare future hai.

Jetpack ka future
  • Spam comment ko rokta hai.
  • subscriber ko new post send kar sakte hai.
  • New post ko automatic social media site par share kar sakte hai. Apna kimti time bacha sakte hai.
  • Email aur site ko verify kar sakte hai.

Agar apko etne sare future ek hi plugin me mil jaye to problem hai. Mere hisab se bahut best plugin hai.

6. LOGIN LOCKDOWN for Security

 

Jaisa ki aap log jante hai ki wordpress me password se login hona padta hai. kai bar hamari website ko hack karne ki koshish karte hai. To aap es plugin se apne website ki security strong kar sakte hai. Jisse koi apki website ka hack  nahi kar sakta hai.

Future:-

Example ke liye apke website ka password 3 bar wrong dalne par website ko 5 minute,  15 minute ya 24 hours ke liye lock kar sakte hai. jisse koi bhi apki website ko hack nahi kar sakta hai.

7. Autoptimize 

Yah plugin website ko fast loading karne ke liye use karte hai. Esse aap CSS and JavaScript code ko automatic optimize kar sakte hai. Jisse apki website kam time open hogi.

8. Google XML Sitemap Generator

Yah plugin xml sitemap generate kar hai. yah google, bing, Baidu, Yandex ke liye site map generate karta hai. Ye plugin ko use karne ke bad site map automatic generate karta hai.

9. ShortPixel Image Optimizer

ye plugin image ko fast loading karne ke liye use karte hai. Esse image ka quality par koi asar nahi padta hai.

10. Contact form 7

Contact form 7 ke dara apko koi bhi visitors persnol message send kar sakta hai. Message apke email id par jata hai. Kuch message private hote hai . jinko public nahi send kar sakte hai.

More read

 

1 thought on “Top 10 WordPress Best plugines in hindi for WordPress user”

Leave a Comment